Read the poems at your leisure

Buy the e-book version of the best of my poetry from Amazon.com on the following link and read the poetry you like, whenever you want.

http://www.amazon.in/gp/product/B013ZJB8BC

Sunday, October 13, 2019

Aao, phir kare baat


Ae dil
Tu itna nazuk kyun hain
sakht vachan dilata
Aina ban yaad karata
Aur ek pyar ki nazar se
Sheeshe ki tarah toot bhi jata

Gair is baat ka nahi
Ki galat koi nahi tha
Magar yeh alfaz
Aur yeh muhobbat
Apne hi andhar aise ghut gaye
Ki rag rom main hi mil chuke
Aur jisne yeh mohabbat jagayi
Who bhi khud main reh bani
Ab Inhe apne aap se hatana
namumkin sa ho gaya

Jane anjaane main
Yeh pyaar ab nikal aata hain
Aur phir uski yaad dilata hain

Humne bhi ab jeena seekh liya
Aise ishq ke saath
Gaur karte hain ab hum
Pyaar hi to kiya tha
Aur, phir kare baat